Intro: Am Dm F Em Am Dm F Em verse 1: Am Anjaane ho tum, jo begaane ho tum Dm G Jo pehchaane lagte ho kyun Dm Tum gehri neendon me jab soye soye ho Em F Toh mujhme jagte ho kyun Am Jab tujhko paata hai Dil muskurata hai Dm G Kya tujh se hai waasta Dm Kya tujh me dhoondu main Kya tujh se chaahu main Em F Kya kya hai tujhme mera Am Dm G Em Jaanu na main tujhme mera hissa hai kya F G Am G F E Par ajnabi apna mujhe tu lagaa.. A Dm F Em verse 2: G Am Tujhse taalluk jo nahi kuch mera Em F Kyun tu lage hai apana saa G Am Dekhu jo tujhko ik nazar Em F Jaaye bhar mujhme hai mera jo khala C G Zindagi me khushi tere aane se hai F G Warna jeene mein gham, har bahane se hai Am G Hai yeh alag baat hai hum mile aaj hain Dm Em E Dil tujhe jaanata ik zamaane se hai Am Dm G Em Jaanu na main tujhme mera hissa hai kya F G Am G F E Par ajnabi apna mujhe tu lagaa.. Am Dm G Em Jaanu na main tujhme mera hissa hai kya F G Am G F E Par ajnabi apna mujhe tu lagaa.. Third verse is same as second one