A E C#m A Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin, E B E Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin. A E C#m A Tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin, E B E Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin. A C#m E Tere bina zindagi se shikwa to nahin. verse 1: A G# A E A F# Kaash aisa ho, tere kadmon se chunke manzil chalein - B C#m Aur kahin, door kahin. A G# A E A F# Kaash aisa ho, tere kadmon se chunke manzil chalein - B C#m Aur kahin, door kahin. B F# E C#m Tum 'gar saath ho, manzilon ki kami to nahin. A E C#m A Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin, E B E Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin. verse 2: A G# A E A F# Ji mein aata hai tere daaman mein sar chhupaake hum B C#m Rotey rahen, rotey rahen. A G# A E A F# Ji mein aata hai tere daaman mein sar chhupaake hum B C#m Rotey rahen, rotey rahen. B F# E C#m Teri bhi aankhon mein aansuon ki nami to nahin? A E C#m A Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin, E B E Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin. A E C#m A Tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin, E B E Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin. verse 3: A G# A E A F# Tum jo keh do to aaj ki raat chaand doobega nahin, B C#m Raat ko rok lo. A G# A E A F# Tum jo keh do to aaj ki raat chaand doobega nahin, B C#m Raat ko rok lo. B F# E C#m Raat ki baat hai, aur zindagi baaqi to nahin. A E C#m A Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin, E B E Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin. A E C#m A Tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin, E B E Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin. A C#m E Tere bina zindagi se shikwa to nahin.